शनिवार, 7 अगस्त 2010

ReT NahiN hooN MaiN

reत   नहीं हूँ मैं
घुल जाने दो हवाओं में
आकाश में , जल में.
रेत नहीं हूँ मैं !
गुनगुनाउंगी लहराती फसलों में
जंगलों में बांसों के खोल से उभरूंगी  तान -सी
लपकती लपटों -सा लील लूंगी
सुलगते ख़यालों का धुंआ .
रेत नहीं हूँ मैं ! 

शनिवार, 1 मई 2010

vegvaan mousamon ko guzarane do

guzar jaane do 
 aandhion- se vegvaan mousamon ko
 prateeksha ik bal hai ,sankalp hai
  sujhaati hai,sikhaati hai koushal
  ran-kridaaon ke bahuvidh koushal
  shradha se preya grahan karane ka koushal bhi
  lapakati laharon ka loutana sahaj hai
  baandhegi dor kaise unhen
   laharon ko, mousamon ko guzar jaane do.